Strings Band Pakistan Music Faisal Kapadia Strings Band Bilal Maqsood Strings Band

Faisal Kapadia - Zindagi Jahaan Le Jaaye Album Lyrics

Faisal Kapadia Zindagi Jahaan Le Jaaye Album Songs Lyrics

Zindagi Jahaan Le Jaaye Song Lyrics

Meray Andar Hee Thay Woh Kathin Raastay
Jinn Pe Chala Main Kabhi Ghairon Ke
Kabhi Apnon Ke Wastay
Na Zindagi Ka Koi Karz
Na Manzil Se Koi Garz
Qadam Qadam Manzil Piroye
Rahoon Se Aagay Barha Hoon Main
Main Chala Hoon Mitti Ke Hawalay Liye
Apne Qadmoon Ko
Safar Ke Hawalay Kiye
Apne Aap Mein Aik Qaafila Sajaye
Chala Hoon Main
Zindagi Jahaan Le Jaaye

 

Jaadu Song Lyrics Faisal Kapadia

Khwaab Sa Yeh Jahaan Neela Sa Aasmaan Yahan
Tu Hee Tu Hai Har Taraf Daikhoon Mein Jahaan Jahaan
Kehkashan Ke Sitaray At Sub Tumharay Sub Tumharay
Kehkahsan Ke Nazaray Sub Pukaray Sub Pukaray

Jadu Hai Tumhara Mujh Pe  Sara Tum Jab Sath Ho
Jaadu Hai Tumhara Mujh Pe Saara Jab Tum Pass Ho

Chand Ki Roshni Mein Haseen  Dilnashin Mera Koi Aisa Kahan
Dooriyan Faasle Ab Nahin Rahe Darmiyaan Aisa Laga
Kehkashan Ke Sitaray Sub Tumharay Sub Tumharay
Kehkahsan Ke Nazaray Sub Pukaray Sub Pukaray

Jadu Hai Tumhara Mujh Pe Sara Tum Agar Saath Ho
Jaadu Hai Tumhara Mujh Pe Saara Jab Tum Pass Ho

Kuch Kehnay Dou
Inn Ankhon Se
Dou Baatain Tou Kar Lainay Dou

Jaadu Hai Tumhara Mujh Pe Saara Tum Jab Saath Ho
Jaadu Hai Tumhara Mujh Pe Saara Tum Jab Saath Ho

Jaadu Hai Tumhara Mujh Pe Saara Jab Tum Paas Ho
Jaadu Hai Tumhara Mujh Pe Saara Jab Tum Pass Ho

 

Faisal Kapadia - Yaadain Song Lyrics

Hum Aur Tum
Jaane Kis Raste Mein Thehray Thay
Dono Ke Dil  Dharke Ke Thay Naatay Woh Gheray Thay
Beetay Huay Lamhon Kee Batoon Kee Yaadain Hain
Subho Kee Aur Shamon Ki Raaton Ki Baatain Hain
Yeh Pata Na Thaa Humain Judaa Hona Hai
Yaadain Yaadain Yaadain Yaadain
Doori Tou Hai Bhoolay Hain Na Kabhi Bhoolain Ge
Aaye Agar Sapnon Mein Palkon Ko Choolainge
Chahoon Yehi Paas Aaye Mera Tou Hojaye
Saaya Koi Jaisay Ke Saayae Mein Kho Jaaye
Yeh Pata Na Thaa Humain Judaa Hona Hai
Yaadain Yaadain Yaadain Yaadain

 

Faisal Kapadia - Aankh Mori Song Lyrics

Daikha Tujhay Tou Dil Ne Meray Yeh Kaha
Saagar Ki Lehron Jaisi Hai Teri Ada
Kehna Tou Chahoon Kaisey Kahoon Yeh Bata
Dil Ki Gali Mein Sunta Hoon Teri Sadaa
Daikhoon Tujhay Hee Main Har Taraf
Sochoon Tujhay Hee Mein Har Ghaadi
Dhoondoon Teri Parchaee

Aankh Mori Baeen Phurkain
Aankh Mori Baeen Phurkain
Kab Aao Ge Moray Saaein

Ginta Hoon Taray Raaton Ko Tanhai Mein
Dooba Hua Hoon Yaadon Kee Gehraee Mein
Meray Wajood Se Tu Hee Juda Hai Sadaa
Bhooli Nahin Hai Teri Koi Bhi Ada
Phirta Hoon Teri Talash Mein
Ab Bhi Koi Kissi Aas Mein
Dhoondoon Teri Parchaee

Aankh Mori Baeen Phurkain
Aankh Mori Baeen Phurkain
Kab Aao Ge Moray Saaein

Yeah Listen,
Teri Ankhiyan De Tare,
Jad Na Disan, Lose My Compass,Tu He Guiding Light, Tu He Mission.
Rooh Hai Rahi To Khak Mera Hai Ye Jism,
Zindagani Ki Kahani Tu He Mera Ism,
Reej Meri Teri Bawan, Laban Parchawan, Teri Deed Nu Chawan,
Kehn Meriyan Nighawan Ab Hui Hai Mudat,
Izhar E Mawaddat,
Ki Hai Ye Shidat,
Pyar Krun Is Had Tak.

Dhundun Tumhe Apni He
Parchayi Mai, Yadon K Diye Jal Diye Hain Tanhai Mai,
Ab Ho Dastak Dil Rehta Gawahi De,
Khanke Kb Puche Meri Kalai Mai Churi Churai Meri Neendien Urai,
Tose Naina Milaike, You’ve Been Lurking On My Mind And
I’ve Been Burning For Your Sight Since,
Got Me Yearning Can You Catch A Flight?
Many Feelings Do I Gotta Fight When, You’re The One Whose My Knight.

Aankh Phurkai,Aas Lagai,
Raas Na Aai,Usse Smjhaye Koi,Use Btaye,
Intzar Krti, Beshisaab Krti, Aye.

We Collided Dil Kho Laya,
Excited Ankhiyan Ne Moh Laya,We Go Private Don't Let Em Know,
Mere Dil Wich Kuj Kuj Ho Reya, Ae Mere Sohneya Tu Mera Hogaya,
Tu Mera Hoga Na, Ye Kbhi Socha Na.
Hath Phrya To Sb Wich,
Dil Mera Kadman De Vich Tere.

 

Faisal Kapadia - Hum Na Rahay Song Lyrics

Kuch Pal Ke Liye
Hum Bhoolay

Khoye Huay Sapno Main
Kaisey Hain Phansay…

Kaisay Dhoonday
Un Yaaadon Ko Jou
Jee Na Sakay

Kaisey Larien
Hum Yun
Khud Sa

Iss Khamoshi Main
Doobtay Rahien
Keh Ke Bhi Khuch Keh Na Hum Sakay

Iss Tanhai Main
Kese Hum Jiye

Khud Se Bhi Tou
Chuptay Hi Rahay

Hum Hum Na Rahay
Hum Hum Na Rahay

Ek Pal Kay Liye
Hum Bikhraaay

Khuwaabon Kay
Ghanay  Sayee Main
Dhoonden Sapnay

Chaahen Lehren
Par In Waadiyon Main
Kinaara Na Milay

Urti Jayein
Umeeden Kiun
Ye Hum Say

Iss Khamoshi Main Doobtay Rahien
Keh Ke Bhi Khuch Keh Na Hum Sakay

Iss Tanhai Main Kese Hum Jiye
Khud Se Bhi Tou Chuptay Hi Rahay
Hum Hum Na Rahay
Hum Hum Na Rahay
Hum Hum Na Rahay
Hum Hum Na Rahay
Hum Hum Na Rahay
Hum Hum Na Rahay

 

Faisal Kapadia - Dheema Dheema Song Lyrics

Chalo Wahan Jahan Yeh Dil Kahay
Mujhay Janay Kahan Ab Yeh Le Jaaye
Hawa Ko Main Bol Doon
Bahon Ko Main Khol Doon
Raahon Pe Paray Jo Qadam Yeh Ruknay Na Paaye
Kya Kahun Bol Ke

Mein Daikhoon Jab Aankhain Khol Ke
Aankhain Khol Ke
Saray Manzar Meray Sung Ho Liye
Aur Zara Sa Dheema Dheema Ehsaas Hai

Mein Daikhoon Jab Aankhain Khol Ke
Aankhain Khol Ke
Saray Manzar Meray Sung Ho Liye
Aur Zara Sa Dheema Dheema Ehsaas Hai

Neelay Neelay Aasman Ke Talay
Yunhi Safar Mein Yeh Dinn Sara Dhal Jaaye

Safar Manzilon Se Haseen Ho G Aye
Teray Qadmon Se Qadam Meray Mil Jaain

Raaston Ko Mein Dhoondh Loon
Wadion May Mein Jhoom Jhoom Loon
Raahon Pe Paray Jo Qadam
Yeh Ruknay Na Paaye
Tou Kya Kahun Bol Ke

Mein Daikhoon Jab Aankhain Khol Ke
Aankhain Khol Ke
Saray Manzar Meray Sung Ho Liye
Aur Zara Sa Dheema Dheema Ehsaas Hai

Dheema Dheema

Milay Panah Kahin Chaaon Talay
Janay Kahan Kab Dinn Yeh Dhalay
Sub Milay Jhulay Raastay Lage
Har Jaga Yehi Baat Hai Kahay
Rasta Hee Hai Manzil Nahin

Kya Kahun Bol Ke

Aankhain Khol Ke
Aankhain Khol Ke
Saray Manzar Meray Sung Ho Liye
Aur Zara Sa Dheema Dheema Ehsaas Hai

Dheema Dheema

Aankhain Khol Ke
Aankhain Khol Ke
Saray Manzar Meray Sung Ho Liye
Aur Zara Sa Dheema Dheema Ehsaas Hai

 

Faisal Kapadia - Kabhi Song Lyrics

Kabhi Kabhi Yeh Lagta Hee Nahin Mujhay Ke Tu Nahin
Meray Saath Yahan Meray Paas Yahan

Sahi Hai Kya Ghalat Mein Janoon Nahin Jo Tu Nahin
Tou Kuch Bhi Nahin Yahan Dhoondoon Tujhay Kahan

Raatain Guzri Yeh Taray Ginte Liye Teri Hee Tou Yaadain Phirtay
Darr Yehi Hai Ke Dil Kahin Toot Jaaye Na

Kahin Aisay Tou Rooth Jaaye Na Meray Saath
Tere Haathon Se Choot Jaaye Na Mera Haath

Kahin Aisay Tou Rooth Jaaye Na Meray Saath
Tere Haathon Se Choot Jaaye Na Mera Haath

Tumhi Se Theen Kaheen Woh Baatain Sabhi
Jo Dil Mein Theen Chupee Ab Kis Ko Yahan Karta Mein Bayaan

Ruki Ruki Si Thee Meri Zindagi Kami Jo Thee Teri
Kis Ko Thaa Pata Tu Bann Gaya Sapna

Jaatay Tujh Ko Hee Saray Rastay
Bus Teray Liye Hee Tou Hastay

Darr Yehi Ke Dil Kahin Toot Jaaye Na

Kahin Aisay Tou Rooth Jaaye Na Meray Saath
Tere Haathon Se Choot Jaaye Na Mera Haath

Kahin Aisay Tou Rooth Jaaye Na Meray Saath
Tere Haathon Se Choot Jaaye Na Mera Haath

Kahay Jo Bhi Yeh Zamana
Sub Chor Chalay Aana
Phir Aisay Na Rolana Kabhi
Tu Hee Mera Hai Thikana
Kabhi Chor Ke Na Jaana
Mera Dil Na Dukhana Kabhi Kabhi Kabhi Kabhi

Kahin Aisay Tou Rooth Jaaye Na Meray Saath
Tere Haathon Se Choot Jaaye Na Mera Haath

Kahin Aisay Tou Rooth Jaaye Na Meray Saath
Tere Haathon Se Choot Jaaye Na Mera Haath


Faisal Kapadia, Krystel Dib - La Takhoun Song Lyrics

Tu Dhoop Main Chaaon Sa
Awara Hawaaoun Sa
Tu Behta Darya Main Us Ka Kinara Sa
Tu Nahin Mera Aasman Teray Sang Main Jaaon Kahan
Tu Nahin Meri Dastaan Tujh Ko Main Sunaaoon Kahan

Ya Man Aghnaka
Hobbi Wa Azallani
Kayfal Wousoulou Ila Kalbika
Doullani
Antal Lazi Edaayta Wa Aksamta Li

Wa Halefta Annaka La Takhoun
Annaka La Takhoun
Annaka La Takhoun (X2)
Wa Lakennaka Khountani

Na Much Ko Ishara De Na Apna Sahara De
Main Bhatka Musafir Hoon Na Rasta Doobara De
Tu Nahin Mera Aasman Teray Sang Main Jaaon Kahan
Tu Nahin Meri Dastaan Tujh Ko Main Sunaaoon Kahan

Fa Antal Najmoul Sati’ou
Fi Sama’i
La Youmkinou Lel Zamani An Youtfi’ahou

Wa Halefta Annaka La Takhoun
Annaka La Takhoun
Annaka La Takhoun (X2)
Wa Lakennaka Khountani

La Youmkinou Lel Zamani An Youtfi’ahou


All About Strings

Audio Songs

Strings Band MP3 Songs

Video Songs

Strings Band Video Songs

Pictures Gallery

Strings Band Pictures Gallary

Album Lyrics

Strings Band Album Lyrics

Live / Shows

Strings Band Live and Concert Video Songs

Strings Band

All About Strings Band

The Music Of Strings